Breaking

Tuesday, October 23, 2018

Paytm se apna mobile recharge kaise kare

Dosto aaj ki iss post mein hum aap ko batayenge aap paytm se apna mobile recharge kaise kar sakte hai

Hum aap ko iss se agale post mein bata diye the ki paytm ka account kaise banate hai aur KYC kaise karte hai

To chahiye aaj hum aap ko batate hai aap apna mobile recharge kaise kar skate hai ghar baithe paytm se

Agar aap ka paytm account ban gya hai to aap ko sabse pehle

Paytm ka application (App) open karna hoga uske baad

Mobile ke option par click kijiye

Uske baad prepaid or postpaid select kijiye

Uske baad aap apna mobile number type kijiye   10 digit ka

Uske baad current operator apne aap aajayega

Uske baad aap amount type kijiye kitna ka recharge karna chahte hai

Uske baad Fast Forward par click kijiye

Uske baad proceed to recharge par click kijiye

Uske baad ek new Page open ho jayega aap apna Atm Card ya Credit Card Ya UPI se payment kar dijiye uske baad aap ka mobile recharge successful ho jayega

To dosto aasa karte hai ki aap ko ye post pasand aaya hoga agar aap ko kahi par dikat hai to aap mujhe comment. Box me puch sakte hai hum aap ka help 100% karenge

To iss post me itna hi milte hai ek new Post ke saath to tab tak ke liye good bye

I'am Shiv Shankar Kumar