Breaking

Wednesday, December 12, 2018

How To Create A Professional Blogger Website In Hindi || Website Kaise Banaye

How To Create A Blogger Website

How To Create A Professional Blogger Website


How To Create A Professional Blogger Website
Dosto Aaj Hum Log Janenge Blogspot.com Par Website Kaise Banate Hai Aur Paisa Kaise Earn Kar Karte Hai, Hum Log Online Earning Karna Chahte Hai But Hum Logo Ke Pass Koi Ideas Nahi Hote Hai Ki Online Earning Kaise Karte Hai 
To Chaliye Aaj Hum Yahi Janege Online Earning Kaise Karte Hai, Online Earning Ke Best Idea Kya Kya Hai Jo Hum Ghar Baithe Ya Kahi Se Bhi Earning Kar Saktet Hai, Shayad Hum Logo Ko Pata Hai Bahut Sade Log Online Earning Karte Koi Website Se Earning Karte Hai To Koi YouTube Se Earning Karte Hai Koi Application Banane Ke Earning Karte Hai To Koi Affiliate Marketing Se Earning Karte Hai Ye 4 Sabse Best Idea Hai Ghar Baithe Online Earning Kerne Ki
To Aaj Hum Baat Karenge Online Website Bana Ke Us Par Article Likh Ke Paisa Kaise Kama Sakte Hai,

Website Banane Ke Liye Requirement

To Agar Aap Website Bana Ke Paisa Kamana Chahte Hai To Aap Ko Kuch Chiz Ki Jarurt Hai Wo Hai MOBILE, LAPTOP, Is Mein Se Aap Ke Pass Kuch Hona Chahiye , Uske Baad 4G Internet Connection ,Uske Baad Kuch Paise Jis Se Aap Domain Name Purchase Kar Sake, Aap Ke Pass 1000Rs Tak Hona Chahiye Agar Aap Ke Pass Ye Sada Chiz Hai To Aap Website Se Earning Kar Sakte Hai Article Likh Ke

Website Kaise Banaye

To Dosto Aap Website Blogger Par Bhi Bana Sakte Hai Aur Wordpress Par Bhi Bana Sakte Hai, Aur Bhi Bahut Sade Site Hai Aap Waha Se Bhi Bana Sakte Hai, Jis Mein Se Sabse Best Hai Blogger, WordPress , To Chaliye Aaj Hum Log Jante Hai Blogger Par Website Kaise Bante Hai

How To Create A Website On Blogger.Com

To Friends Sabse Pehle Aap Ke Pass Ke E-mail Id Hona Chahiye Agar Nahi Hai To Ek Email Id Bana Lijiye Bhaut Hi Aasan Hai Jab Aap Email Id Ban Jate Hai To Aap Ko Aap Ko Google Mein Search Karna Hai Blogger.com , Aap URL Mein Bhi Type Kar Sakte Hai www.blogger.com uske Baad Aap Ko Search Karna Hai Useke Baad Aap Ke Pass Blogger Ka Home Page Open Ho Jayega To Aap Ko SING UP Par Click Karna Hai Uske Baad Aap Apna Email Id Kar Password Dailye Uske Baad Aap Ke Pass Ek Option Aajayega Enter Display Name To Aap Apne Website Ka Naam Type Kar Diye Jo Naam Apne Website Ka Rkhana Chahte Hai Use Baad Aap Continue Kijiye Use Aap Aap CREATE BLOGGER PROFILE Par Click Kijiye Use Ke Baad Uske Baad Aap Title Type Kijiye Use Baad Address URL Type Kijiye Aur Ek Simple Sa Theme Select Kar Lijiye Aur CREATE BLOG Par Click Kijiye Iske Baad Aap Ka Blogger Website Ban Jayega

How To Publish Post

To Friends Hum Blog Jan Liye Hai Ki Blogger Website Kaise Banate Hai Chahiye Ab Jante Hai Website Par First Post Publish Kaise Karte Hai To Sabse Pehle Aap Ko Ek Option Hoga Create New Post To Aap Waha Par Click Kijiye Aur Pehle Post Ka Title (TITLE) Daliye Jis Bhi Topic Ke Upar Aap Post Likh Rahe Hai Title Dalne Ke Baad Aap Ko Titel Ke Niche Mein Post Likhna Hai Jis Bhi Topic Ke Upar Aap Post Likhne Vale Hai Jab Aap Post Likh Dete Hai To Aap Ko Iss Post Ko Publish Kar Dijiye Aaise Hi Karte Hai Aap Kam Se Kam 10-15 Post Publish Kar Dijiye Uske Baad Aap Ko Apne Website Ko Customise Karna Hai


Toh Freinds Aap Ko Ye Jankari Achhi Lagi Hai To Mujhe Comment Kar Ke Jarur Bataiye Agar Aap Ke Pass Koi Question Hai Toh Comment Box Mein Puch Sakte Hai